Lalla lalla lori doodh ki katori
Doodh mein bataasha munni kare tamaasha Lalla lalla lori doodh ki katori
Doodh mein bataasha munni kare tamaasha Choti-choti pyari sundar pariyon jaisi hai Kisi ki nazar na lage meri munni aaisi hai
Shehad se bhi meethi doodh se bhi gori Chupake-chupake chori-chori
chori Lalla lalla lori doodh ki katori
Doodh mein bataasha munni kare tamaasha Kaari raina ke maathe pe chamke chaand si bindiya Munni ke chhote-chhote nainon mein khele nindiya
Sapanon ka palana aashaaon ki dori Chupake-chupake chori-chori
chori Lalla lalla lori doodh ki katori
Doodh mein bataasha munni kare tamaasha Lalla lalla lori doodh ki katori
Doodh mein bataasha munni kare tamaasha